DEKHTE DEKHTE SONG LYRICS

 

DEKHTE DEKHTE SONG LYRICS– Batti Gul Meter Chalu : This is a recreated version Nusrat Fateh Ali Khan’s original song. This version is sung by Atif Aslam, written by Manoj Muntashir and composed by Rochak Kohli.

 

Rajj ke rulaya
Rajj ke hasaya
Maine dil kho ke ishq kamaya
Maanga jo usne ek sitara
Hamne zameen pe chand bulaya

Jo aakhon se haye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Woh jo aakhon se ik pal na ojhal huye
Laapata ho gaye dekhte dekhte

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe…x(2)
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon ke woh kitne masoom the
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe…x(2)
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Woh jo kahte the bichhdenge na hum kabhi…x(2)
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Sochta hoon

Ek main, ek woh aur shaamein kayi
Chand roshan thhe tab aasmaan mein kayi x (2)

Yaariyon ka woh dariya utar bhi gaya
Aur hathon mein bas reth hi reh gayi

Koyi puchhe ke haye
Koyi puchhe ke humse khata kya huyi
Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte

Aate jaate thhe jo saans banke kabhi…x(2)
Woh hawa ho gaye dekhte dekhte Woh hawa ho gaye haye

Woh hawa ho gaye dekhte dekhte
Alvida ho gaye dekhte dekhte
Laapata ho gaye dekhte dekhte
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Jeene marne ki hum thhe wajah aur hami…x(2)
Bewajah ho gaye dekhte dekhte…

Sochta hoon
Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe…x(2)
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte…x(2)
Kya se kya ho gaye

 

GUITAR CHORDS

Without Capo

Chords:  Am, F, G, Em, C, D,Dm
Strumming:  DDU DD DDU DD
With Capo on 3rd Fret or 5th Fret According to your Vocal
Chords:  Am, D, C
Strumming:  DDU DD DDU DD

1.Dekhte Dekhte Guitar chords Lesson By Acoustic Pahadi

 

 

2. Dekhte Dekhte – Atif Aslam – Hindi Guitar Cover Lesson chords easy – Shahid , Shraddha By Aman Panotra

Atif A: Dekhte Dekhte Lyrical | Official Video | Batti Gul Meter Chalu | Shahid K Shraddha | Nusrat Saab Rochak Manoj

 

DEKHTE DEKHTE SONG LYRICS DETAILS
Song: Dekhte Dekhte
Movie: Batti Gul Meter Chalu
Singers: Atif Aslam
Musicians: Rochak Kohli
Lyricists: Manoj Muntashir
Original Lyrics/Music: Nusrat Fateh Ali Khan

 

What is Acoustic Guitar?

Acoustic guitar -Acoustic guitars include all the guitars that were made by hand.One thing that is special among the acoustic guitars was that the composer played the string according to his choice by putting string in the guitar. Although the acoustic guitar sound was a bit slow, the acoustic guitars in the music added a new life to the music.

 

Juarez Acoustic Guitar For Beginners

Fender SA-105 Acoustic Guitar (Dodied Dreadnought)

Vault Acoustic Guitar ( Rosewood Fingerboard )

Yamaha F310 acoustic guitar

What Is Guitar? (Guitar Specification)


0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: