NAZM NAZM LYRICS BY ARKO

NAZM NAZM LYRICS BY ARKO from Bareilly Ki Barfi starring Kriti Sanon, Ayushmann Khurrana. A beautiful melodious romantic song sung, written and composed by Arko Pravo Mukherjee.

 

Na na…

Tu nazm nazm sa mere
Honthon pe thehar ja
Main khwab khwab sa teri
Aankhon mein jaagun re

Tu ishq ishq sa mere
Rooh mein aake bas ja
Jis aur teri shehnaai
Uss ore main bhaagun re

Na na…

Haath thaam le piya
Karte hain vaada
Ab se tu aarzu
Tu hi hai iraada

Mera naam le piya
Main teri rubaai
Teri hi tto piche piche
Barsaat aayi, barsaat aayi

Tu itrr itrr sa mere
Saanson mein bikhar jaa
Main faqeer tere qurbat ka
Tujhse tu maangun re

Tu ishq ishq sa mere
Rooh mein aake bas ja
Jis aur teri shehnaai
Uss ore main bhaagun re

Mere dil ke lifaafe mein
Tera khat hai janiya
Tera khat hai janiya
Nacheez ne kaise paa li
Kismat yeh janiya ve

Oh mere dil ke lifafe mein
Tera khat hai janiya
Tera khat hai janiya
Nacheez ne kaise paa li
Jannat yeh janiya ve

Tu nazm nazm sa mere
Honthon pe thehar ja (x2)

Main khwaab khwaab sa teri
Aankhon mein jaagun re

Tu ishq ishq sa mere
Rooh mein aake bas ja
Jis aur teri shehnaai
Uss ore main bhaagun re

Na na…

 

GUITAR CHORDS

Chord –  G – Cadd9 – Em7 – D sus4  ( You Can Also Play G – C – Em – D )

Strumming –  D UC DUDUC

C –  Chuk

 

Nazm Nazm – Lyrical | Bareilly Ki Barfi | Kriti Sanon, Ayushmann Khurrana & Rajkummar Rao | Arko

Song Credits:
Song: Nazm Nazm
Singer: Arko
Lyrics: Arko
Music: Arko Pravo Mukherjee
Label : Zee Music Company

Nazm Nazm Guitar Chords Lesson Bareilly ki Barfi | Arku | by Acoustic Pahadi

 

 

NAZM NAZM LEAD GUITAR LESSON BY VEER KUMAR (IN TABS)

 

 

Difference Between Acoustic and Electric guitar

How to learn the guitar?

Donner Acoustic Guitar

What is Electro Acoustic Guitar?

Electro-Acoustic guitar -The difference is simple. Electro-acoustic guitars fitted with a magnetic pickup, usually with a pre-amp. In simple terms, a pickup is something like a microphone that only outputs the sound of strings. The design is distinct from a semi-acoustic guitar, which is an electric guitar with the addition of sound chambers within the guitar body. You don’t have the option of adding an audio jack directly, so to amplify the sound you’d have to use a microphone.

 


0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: