Jee Nai Lagdha Lyrics Abhiman Chatterjee

 

Jee Nai Lagdha Lyrics Abhiman Chatterjee – Song Sung By Abhiman Chatterjee and Music Written By Sachin Gupta. Featuring Star Arishfa Khan ft. Ayush Shrivastava.

 

Do pal ki woh mulakaat
De gayi woh jazbaat
Ke alfazon mein kya bayaan karte unse
Aankhon aankhon mein ho gayi
Dil se dil ki yeh baat

Dil mera yahan pe ab tu todke na ja
Dil mera yahan pe ab tu todke na ja
Ho saiyan ve, mahiya vi
Saiyan ve, mahiya vi

Tere bin jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye
Tere bin jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye

Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu
Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu

Aisi yaad aayegi
Ki khwahishon ki aarzu vi dil se mit jayegi
Aisi yaad aayegi
Ki jannat-e-haqeekat tere sang khil jayegi

Tere bin jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye
Tere bin jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye

Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu
Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu

Dil mera yahan pe ab tu todke na ja
Dil mera yahan pe ab tu todke na ja
Ho saiyan ve, mahiya vi
Saiyan ve, mahiya vi

Jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye
Tere bin jee nai lagda
Jee nai lagdha, jee nai lagdha haye

Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu
Jaane kahan se aaya yahan tu
Jaane kahan kho gaya hai tu

 

 

Song Details:
Song: Jee Nai Lagdha
Singer: Abhiman Chatterjee
Music: Rahul Munjaria , Sachin Gupta
Featuring Artists: Arishfa Khan , Ayush Shrivastava
Label: Zee Music Company

 

Juarez Acoustic Guitar For Beginners

Fender SA-105 Acoustic Guitar (Dodied Dreadnought)

Vault Acoustic Guitar ( Rosewood Fingerboard )

Yamaha F310 acoustic guitar

What Is Guitar? (Guitar Specification)

Guitar vs ukulele

Difference Between Acoustic and Electric guitar

How to learn the guitar?

Donner Acoustic Guitar

 

What is Acoustic Guitar?

Acoustic guitar -Acoustic guitars include all the guitars that were made by hand. One thing that is special among the acoustic guitars was that the composer played the string according to his choice by putting string in the guitar. Although the acoustic guitar sound was a bit slow, the acoustic guitars in the music added a new life to the music.

 


0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: