Jinke Liye Lyrics Neha Kakkar

 

Jinke Liye Lyrics Neha Kakkar is latest Hindi song with music given by B Praak. The song lyrics are written by Jaani who has also directed its video.

 

Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain

Jinke liye hum rote hain
Ho jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hum galiyon mein bhatakte phirte hain
Woh samandar kinaaron pe hote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Paagal ho jaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na
Hum zinda gaye kareeb unke
Ab dekho mare huye laute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Unki mohabbatein har jagah
Woh jo kehte the hum iklaute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kahan baat karte ho

Aaj us shakhs ka naam batayenge
Jaani tha Jaani mile jis kaayar se
Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo
Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se

Aag ka dariya zafa unki
Har din lagane gote hain

Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain

Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain

 

Jinke Liye (Official Video) | Neha Kakkar Feat. Jaani | B Praak | Arvindr Khaira | Bhushan Kumar

 

 

Song – Jinke Liye
Album – Jaani Ve
Singer – Neha Kakkar Feat. Jaani
Composer and Lyrics – Jaani
Music – B Praak
Music Label – T-Series

 

Difference Between Acoustic and Electric guitar

How to learn the guitar?

Donner Acoustic Guitar

 

What is Electro Acoustic Guitar?

Electro-Acoustic guitar -The difference is simple. Electro-acoustic guitars fitted with a magnetic pickup, usually with a pre-amp. In simple terms, a pickup is something like a microphone that only outputs the sound of strings. The design is distinct from a semi-acoustic guitar, which is an electric guitar with the addition of sound chambers within the guitar body. You don’t have the option of adding an audio jack.

0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: