Atif Aslam Meri Kahani Lyrics Poem Version

Father’s Day Special – Meri Kahani ” Poem Version which is slightly different from album song beautifully recited by Atif Aslam.

 

Jhula jhulaiy ye panghat nadiya kinare
Ye angan nindiya tu ana
Hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
Apne rang suno mere dil janiya
Kahani mani ek din mere sang ye jahan tha
Tan mera kuch aur tera bhi arma
Janey dil main kia kuch ye basa tha
Ye meri hai kahani
Ye meri kahani

Jhula jhulaiy ye panghat nadiya kinare
Ye angan nindiya tu ana
Hawa ke sang mujhko bhi tu dikhana
Apne rang tera mera galiyon main ye phirna
Phirtay phirtay raton ko ye thakna
Thak ke nani ki godi main sona
Pariyon ke dais ja ke na ana
Ye meri hai kahani
Ye meri kahani

Koi fikar the na koi bahana
Mutthe main tha jaisay zamana
Kache zaban main wo geet gana
Naiy khelonay sab ko dikhana
Mang liya zindagi se zaiyada
Chin gaya wo jis ne kiya wada
Kon laiy wo pal jo suhanay
Betay thay jo wo guzray zamanay
Ye meri hai kahani
Ye meri hai kahani

 Meri Kahani – Poem Version By Atif Aslam | Father’s Day Special

Song Credit

Song: Meri Kahani ( Poem Version )
Singer: Atif Aslam
Music Label: Tips Official

Atif Aslam Songs


0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: