Kun Faya Kun Lyrics Rockstar

This Kun Faya Kun Lyrics Rockstar. The movie starring Ranbir Kapoor and Nargis Fakhri is directed by Imtiaz Ali. song sung by A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan. The song music has been composed by A R Rahman and lyrics written by Irshad Kamil.

 

Ya nizamuddin auliya, ya nizamuddin salqa

Kadam badhaa le, hadon ko mitaa le,
Aaja khaali pan mein pee ka ghar tera,
Tere bin khaali aaja, khali pan mein
Tere bin khaali aaja, khali pan mein

Oooooo… Oooooo…
Oooooo… Oooooo…
Oooooo…

Rangreza
Rangreza
Rangrezaa…
Ho… Rang-rezaaaa…

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Woh jo mujh mein samaya
Woh jo tujh mein samaya
Maula wahi wahi maaya

Woh jo mujh mein samaya
Woh jo tujh mein samaya
Maula wahi wahi maaya

Kun faya kun
Kun faya kun
Sadaqallahul-alliyul-azeem’

Rangreza rang mera tan mera mann,
Le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,
Rangreza rang mera tan mera mann,
Le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau

Sajra savera mere tan barse
Kajra andhera teri jalti lau
Katra mila jo tere dar par se
O maula…
Maula… Aaa…

Kun faya kun
Kun faya kun
Kun faya kun
Kun faya kun

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Kun faya kun
Kun faya kun
Sadaqallahul-alliyul-azeem’
Sadaqa rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu alayhi wasallam, sallallaahu alayhi wasallam

O mujhpe karam sarkar tera
Araz tujhe, karde mujhe, mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho, deedaar mera
Karde mujhe, mujhse hi riha
Mujhse hi rihaaaaaaaa

Mann ke mere ye bharam,
Kachche mere ye karam
Leke chale hai kahaan,
Main toh jaanoon hi na

Tu hai mujhmein samaya,
Kahaan leke mujhe aaya,
Main hoon tujhmein samaya,
Tere peeche chala aaya,
Tera hi main ek saaya,
Tune mujhko banaya,
Main toh jag ko na bhaaya,
Tune gale se lagaya
Ab tu hi hai khudaya,
Sach tu hi hai khudaya

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Kun faya kun
Kun faya kun
Faya kun,
Faya kun, faya kun, faya kun

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Jab kahin pe kuch nahi
Bhi nahi tha
Wahi tha wahi tha
Wahi tha wahi tha

Kun faya kun
Kun faya kun

Sadaqallahul-alliyul-azeem’
Sadaqa rasulu-hun nabi-yun-kareem

Sallallaahu alayhi wasallam, sallallaahu alayhi wasallam

 

Kun Faya Kun Lyrics Guitar Chords

Chords  – C – F – G – Am – E

Strumming – DD UUDU

 

Kun Faya Kun Full Video Song Rockstar | Ranbir Kapoor | A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan

 

Song -Kun Faya Kun
Film – Rockstar
Singer – A.R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan
Lyricist – Irshaad Kamil
Music Director – A.R. Rahman
Artist – Ranbir Kapoor, Nargis Fakhri, Shammi Kapoor, Others
Music On – T-Series

 

More Songs

Saari Ki Saari 2.0 Lyrics Darshan Raval

Keh Gayi Sorry Lyrics Jassi Gill

Ishq Di Baajiyaan Lyrics Diljit Dosanjh

Pyar Deewana Hota Hai Guitar Chords

4 Saheliyan Lyrics Sharry Mann

Chand Sitare Phool Aur Khushboo Guitar Chords

Move Lyrics Raftaar Mr Nair

Pyar Karona Lyrics Salman Khan

Jitange Hoshle Naal Lyrics Afsana Khan

Kalla Sohna Nai Lyrics Asim Ria Himanshi Khurana

Bhula Dunga Lyrics Darshan Raval

Yaar Matlabi Lyrics Karan Benipal

BAARISH Lyrics Mahira Sharma Paras Chhabra

AEROPLANE Lyrics Mr. Faisu  Jannat Zubair

Himachal wali Lyrics Manavgeet Gill

Yaara Lyrics Mamta Sharma

Ehna Chauni aa Lyrics Jassi Gill

The Lockdown Rap Lyrics Indian YouTubers

Guitars

Juarez Acoustic Guitar For Beginners

Fender SA-105 Acoustic Guitar (Dodied Dreadnought)

Vault Acoustic Guitar ( Rosewood Fingerboard )

Yamaha F310 acoustic guitar

What Is Guitar? (Guitar Specification)

Guitar vs ukulele

Yamaha FG 800 Folk Acoustic Guitar

Difference Between Acoustic and Electric guitar

How to learn the guitar?

Donner Acoustic Guitar

What is Acoustic Guitar?

Acoustic guitar -Acoustic guitars include all the guitars that were made by hand. One thing that is special among the acoustic guitars was that the composer played the string according to his choice by putting string in the guitar. Although the acoustic guitar sound was a bit slow, the acoustic guitars in the music added a new life to the music.

0 Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: